Pani ki ahmiyat aur recycling ke baad us ki paaki aur naapaaki ke ahkaam.
Loading...
Date
2020
Authors
Journal Title
Journal ISSN
Volume Title
Publisher
UMT Lahore
Abstract
Is maqalay kay andar pani ki recycling ko bayan karnay kay liye sab say pehlay zaroori hai kay hum yeh jaan lain kay pani ki hesiyat kya hai? Yeh aik Allah Taala ki naimaton mein say aik azeem naimat hai. Allah Taala nay insaan ko Ashraf-ul-Makhlooqaat banaya aur us ko apna naib aur khalifa muqarrar kiya aur us kay liye tamam makhlooq ko us kay tabay kiya aur kaainat ki har shai say manfa'at hasil karnay ka us ko haq diya.